Dosto aj k es article mai ap ko bataon ga k ap kis tara ik khud ki free website bana sakty hai,tu dost bohat hi asaan sa tarika hai,wesy tu isy bohat sary website hai jaha ap free website bana sakty hai mager jo ziada tar log istmal karty hai wos ka zikar nichy molahza farmaian,
ap free website 3 tara ka bana sakty hai hai,
1:blogger

https://example.blogspot.com aur agr ap domain karidty hai tu ap ki site se (blogspot.com) khatam ho jaiy ga.
aur zabardast bat es ki ye hai k yaha se ap paisy b kama sakty hai,q k ye google ka hisa hai tu es par ap google adsense k ad laga kar paisy kama sakty hai,mager es k liy shart ye hai hai ap k blogger par 100 se 200 tak daily visitr ho aur ap ka blgger yani site 6 maah poran ho,our ye sab se best hai q k har koi esy use ba asaani use kar skta hai.asaani se ap es mai post karsakty hai chahy wo videos ho ya picture ya article.
2:wordpress
yaha b ap bilkul free website bana sakty hai bilkul blogger jisa hai koi khas farq nahi hai dono mai magar ye farq zaror hai k yaha se ap paisy nahi kama sakty hai q k adsense k ad ap yaha tab laga sakty hai jab ap wordpress domain kharid ly,zida tar log wordpress istemal karty hai q k ye kam kimat par domains aur storage faraham karta hai.
storage se murad yeh hai k jo chizain ap site mai upload karty hai tu wos k liy storage ki zarorat parti hai jisy k ap ki computer ki hard disk,jitni ap ki hard disk ziada hogi utni hi ap k computer mai chaizy ziada ayi gi,tik esa hi site ka mamala hai,agar ap paisay dy kar wordpress mai site banaty hai tu bloger ki tarah (wordpress.com) khatam hojay ga aur free mai ap ka site isa hoga https://exmple.wordpress.com)
3: Wix
yaha b ap free website bana sakty hai.ye site b blogger aur wordpress ki tarah free our paid service faraham karta hai.yani ap free b bana sakty aur paisy laga kar domains waghira kharid sakty hai,mager es ka tarika bloger aur wordpress se tora mokhtalif hai.
No comments:
Post a Comment